Jaane wale humari mehfil se chand taro ko sath leta ja
Hum khizan se nibaah kar lenge too baharo ko sath leta ja
Uske nazdeek gum-e-tark-e-wafa kuch bhee nahi
Mutmayin aisi hai wo jaise huwa kuch bhee nahi
Ab to hatho se bhi lakeere bhi miti jaati hai
Usko khokar to mere paas raha kuch bhee nahi
Kal bichrda hai to fir ehd-e-wafa soch ke bandh abhi
Agaaz-e-muhabbat hai gya kuch bhi nahi
Mai to is waste chup hoon ke tamsha na bane
Tu samjhti hai mujhe tujhse gila kuch bhee nahi
Aaj roothey huwe saajan ko bohat yad kiya
Apne ujde huwe gulshan ko bohat yaad kiya
Sochta hoon ke wo kitne maasoom they
Kya se kya ho gaye dekhte dekhte
Maine pathar se jinko banaya sanam
Wo khuda ho gaye dekhte dekhte
Jin Pathro Ko Humne Ata Ki Thee dhadkne
Wo bolne lage to humeen par baras pade ...dekho ji
Hashar hai wahshat-e-dil ki awargi
Humse poocho muhabbat ki diwangi
Jo pata puchte they kisi ka kabhi
Lapata ho gaye dekhte dekhte
Sochta Hoon Ke Wo Kitne Masoom They